Friday, October 8, 2010

Bolo Bolo (Sajjad Ali)

Bolo bolo bolo kya dekha
Bolo bolo bolo kya dekha tumne mere mein
Kya dekha
Waise to chehre hazaron hain
Meri udas nigahon mein tumne kia dekha
Kya dekha

Meri gaari dekhi
Ya mera bangla dekha
Ya mera sara bank balance dekha
Mere sapne dekhe
Na mera jazba dekha
Na mera toota hoa dil dekha
Tumhe pyaar mujh se nahin hai
Pyar mujh se nahin hai
Pyar mujh se nahin hai
Mein tum se door chala jaoon
Ya paas chala aoon
Iqrar tum se nahin hai

Socha tha pyar tumhe karoonga
Socha tha pyar zindagi bhar mein tumhe karoonga
Khwabon ka ghar jo banaya tha
Wo ghar to mein ne tumhare liye hi sajaya tha

Yeh khabar na thi
Yeh pata na tha
Tum to jhoota pyar ho
Tumhe apna kaha
Tumhe pyar diya
Lekin tum koi aur ho
Tumhe pyar mujh se nahin hai
Pyar mujh se nahin
Pyar mujh se nahin hai
Mein tum se door chala jaoon
Ya paas chala aoon
Iqrar tum se nahin hai

Tumhe pyar mujh se nahin hai
Pyar mujh se nahin
Pyar mujh se nahin hai
Mein tum se door chala jaoon
Ya paas chala aoon
Iqrar tum se nahin hai



3 comments: